Microsoft Excel Me Only Number Separate Kaise Karte hai. Kisi Excel Sheet se Keval Number Alag karna hai. to Aaj Mai is Post me Batauga.
Microsoft Excel me VBA ek Excel Programming language ya tool hai.
Ye tool microsoft dwara develop ki gayi hai aur iski help se excel worksheet me
programs ko develop kiya jaata hai.
Aap jaante honge ki log excel ka use hazaro alag alag work ke liye karte hai,
aur unn sabhi task ko excel macro ki help se easy bana sakte hai.
Aaj ki post me aapko ek esi useful macros (VBA trick) ke baare me jaankari di
jaayegi jiski help se aap excel worksheet ke cells me ek saath mojud
text aur numeric ke beech me se numeric digits ko remove kar sakte hai,
to chaliye dosto step by step dekhte is Macro Tutorial me ki kaise karna hai
Aap is Video Ko Dekh lo Taki Achchhe se Samjh Aajaye
Code :-
GetNumber By ReoRanjanTech.COM
Function GETNUMBER(ALLC As Range)
Dim a As Integer
Dim NUMBER As Long
For a = 1 To Len(ALLC)
If IsNumeric(Mid(ALLC, a, 1)) Then
NUMBER = NUMBER & Mid(ALLC, a, 1)
GETNUMBER = NUMBER
End If
Next
End Function
0 Comments